Dariche So Gae Shab Jagti Hai, Urdu Ghazal By Azhar Naiyyar

Dariche So Gae Shab Jagti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Naiyyar. Dariche So Gae Shab Jagti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariche So Gae Shab Jagti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریچے سو گئے شب جاگتی ہے

اظہر نیر

دریچے سو گئے شب جاگتی ہے

میرے کمرے میں کیسی خامشی ہے

جدھر دیکھو فسردہ زندگی ہے

مجھے لگتا ہے یہ غم کی صدی ہے

جو رستوں میں بھٹکتی پھر رہی ہے

اسے پہچان فکر زندگی ہے

سمندر کا تموج ابر و باراں

زمیں کے دل میں پھر بھی تشنگی ہے

ہر اک لمحہ ہمارا خون تازہ

محبت جونک بن کر چوستی ہے

یہ سناٹا یہ تنہائی یہ کمرہ

خیالوں میں چڑیل اب ناچتی ہے

میں نیرؔ کیا دکھاؤں زخم دل کا

کسی کی آنکھ خود نم ہو گئی ہے

اظہر نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariche So Gae Shab Jagti Hai

Azhar Naiyyar

dariche so gae shab jagti hai
mere kamre mein kaisi KHamushi hai

jidhar dekho fasurda zindagi hai
mujhe lagta hai ye gham ki sadi hai

jo raston mein bhaTakti phir rahi hai
ise pahchan fikr-e-zindagi hai

samundar ka tamawwuj abr-o-baran
zamin ke dil mein phir bhi tishnagi hai

har ek lamha hamara KHun-e-taza
mohabbat jonk ban kar chusti hai

ye sannaTa ye tanhai ye kamra
KHayalon mein chuDail ab nachti hai

main 'nayyar' kya dikhaun zaKHm dil ka
kisi ki aankh KHud nam ho gai hai

(1158) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariche So Gae Shab Jagti Hai written by Azhar Naiyyar at UrduPoint. Dariche So Gae Shab Jagti Hai is one of the masterpieces written by Azhar Naiyyar. You can also find the complete poetry collection of Azhar Naiyyar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Naiyyar' above.

Dariche So Gae Shab Jagti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariche So Gae Shab Jagti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.