Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye, Urdu Ghazal By Azhar Nawaz

Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Nawaz. Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملتے جلتے ہیں یہاں لوگ ضرورت کے لئے

اظہر نواز

ملتے جلتے ہیں یہاں لوگ ضرورت کے لئے

ہم ترے شہر میں آئے ہیں محبت کے لئے

وہ بھی آخر تری تعریف میں ہی خرچ ہوا

میں نے جو وقت نکالا تھا شکایت کے لئے

میں ستارہ ہوں مگر تیز نہیں چمکوں گا

دیکھنے والے کی آنکھوں کی سہولت کے لئے

تم کو بتلاؤں کہ دن بھر وہ مرے ساتھ رہا

ہاں وہی شخص جو مشہور ہے عجلت کے لئے

سر جھکائے ہوئے خاموش جو تم بیٹھے ہو

اتنا کافی ہے مرے دوست ندامت کے لئے

وہ بھی دن آئے کہ دہلیز پہ آ کر اظہرؔ

پاؤں رکتے ہیں مرے تیری اجازت کے لئے

اظہر نواز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye

Azhar Nawaz

milte julte hain yahan log zarurat ke liye
hum tere shahr mein aae hain mohabbat ke liye

wo bhi aaKHir teri tarif mein hi KHarch hua
main ne jo waqt nikala tha shikayat ke liye

main sitara hun magar tez nahin chamkunga
dekhne wale ki aankhon ki suhulat ke liye

tum ko batlaun ki din bhar wo mere sath raha
han wahi shaKHs jo mashhur hai ujlat ke liye

sar jhukae hue KHamosh jo tum baiThe ho
itna kafi hai mere dost nadamat ke liye

wo bhi din aae ki dahliz pe aa kar 'azhar'
panw rukte hain mere teri ijazat ke liye

(958) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye written by Azhar Nawaz at UrduPoint. Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye is one of the masterpieces written by Azhar Nawaz. You can also find the complete poetry collection of Azhar Nawaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Nawaz' above.

Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Milte Julte Hain Yahan Log Zarurat Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.