Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai, Urdu Ghazal By Azimuddin Sahil Kalamnoori

Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azimuddin Sahil Kalamnoori. Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر کی کھڑکی میں سر شام دیا رکھتا ہے

عظیم الدین ساحل کلم نوری

گھر کی کھڑکی میں سر شام دیا رکھتا ہے

کس کے آنے کی وہ امید لگا رکھتا ہے

اس سے ٹکرا کے بلائیں بھی پلٹ جاتی ہیں

ساتھ اپنے جو بزرگوں کی دعا رکھتا ہے

ایک مدت سے مسلسل ہے تلاش رشتہ

وقت کب دیکھیے ہاتھوں پہ حنا رکھتا ہے

اس کی رحمت سے نہ مایوس کبھی تم ہونا

پیار بندوں سے وہ ماؤں سے سوا رکھتا ہے

کیوں نہیں سیکھتا انسان قناعت کا سبق

اک پرندہ تو بتاؤ جو بچا رکھتا ہے

رکھ نہیں سکتا کبھی رہن غریبی اپنی

اپنے اندر جو ذرا سی بھی آنا رکھتا ہے

دیکھ ساحلؔ وہی پائے گا یقیناً منزل

ہو کے ناکام بھی جو عزم نیا رکھتا ہے

عظیم الدین ساحل کلم نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai

Azimuddin Sahil Kalamnoori

ghar ki khiDki mein sar-e-sham diya rakhta hai
kis ke aane ki wo ummid laga rakhta hai

us se Takra ke balaen bhi palaT jati hain
sath apne jo buzurgon ki dua rakhta hai

ek muddat se musalsal hai talash-e-rishta
waqt kab dekhiye hathon pe hina rakhta hai

us ki rahmat se na mayus kabhi tum hona
pyar bandon se wo maon se siwa rakhta hai

kyon nahin sikhta insan qanaat ka sabaq
ek parinda to batao jo bacha rakhta hai

rakh nahin sakta kabhi rehn gharibi apni
apne andar jo zara si bhi aana rakhta hai

dekh 'sahil' wahi paega yaqinan manzil
ho ke nakaam bhi jo azm naya rakhta hai

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai written by Azimuddin Sahil Kalamnoori at UrduPoint. Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai is one of the masterpieces written by Azimuddin Sahil Kalamnoori. You can also find the complete poetry collection of Azimuddin Sahil Kalamnoori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azimuddin Sahil Kalamnoori' above.

Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Ki KhiDki Mein Sar-e-sham Diya Rakhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.