Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte, Urdu Ghazal By Aziz Lakhnavi

Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aziz Lakhnavi. Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ مشورہ بہم اٹھے ہیں چارہ جو کرتے

عزیز لکھنوی

یہ مشورہ بہم اٹھے ہیں چارہ جو کرتے

کہ اب مریض کو اچھا تھا قبلہ رو کرتے

زبان رک گئی آخر سحر کے ہوتے ہی!

تمام رات کٹی دل سے گفتگو کرتے

سواد شہر خموشاں کا دیکھیے منظر!

سنا نہ ہو جو خموشی کو گفتگو کرتے

تمام روح کی لذت اسی پہ تھی موقوف

کہ زندگی میں کبھی تم سے گفتگو کرتے

جواب حضرت ناصح کو ہم بھی کچھ دیتے

جو گفتگو کے طریقے سے گفتگو کرتے

پہنچ کے حشر کے میداں میں ہول کیوں ہے عزیزؔ

ابھی تو پہلی ہی منزل ہے جستجو کرتے

عزیز لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte

Aziz Lakhnavi

ye mashwara baham uTThe hain chaara-ju karte
ki ab mariz ko achchha tha qibla-ru karte

zaban ruk gai aaKHir sahar ke hote hi!
tamam raat kaTi dil se guftugu karte

sawad-e-shahr-e-KHamoshan ka dekhiye manzar!
suna na ho jo KHamoshi ko guftugu karte

tamam ruh ki lazzat isi pe thi mauquf
ki zindagi mein kabhi tum se guftugu karte

jawab hazrat-e-naseh ko hum bhi kuchh dete
jo guftugu ke tariqe se guftugu karte

pahunch ke hashr ke maidan mein haul kyun hai 'aziz'
abhi to pahli hi manzil hai justuju karte

(473) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte written by Aziz Lakhnavi at UrduPoint. Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte is one of the masterpieces written by Aziz Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Aziz Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aziz Lakhnavi' above.

Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Mashwara Baham UTThe Hain Chaara-ju Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.