Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya, Urdu Ghazal By Balraj Hayat

Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Balraj Hayat. Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صدیوں کا کرب لمحوں کے دل میں بسا دیا

بلراج حیات

صدیوں کا کرب لمحوں کے دل میں بسا دیا

پل بھر کی زندگی کو دوامی بنا دیا

دیوار میں وہ چن ہی رہا تھا مجھے مگر

کم بخت ایک سنگ کہیں مسکرا دیا

جب اور کوئی مد مقابل نہیں رہا

میری انا نے مجھ کو مجھی سے لڑا دیا

مجھ سے نہ پوچھ کل کے محقق سے پوچھنا

شعلوں کے لمس نے مجھے کیوں یخ بنا دیا

یادوں کے شہر میں بھی نہ حیرتؔ سکوں ملا

حالات نے مزاج کچھ ایسا بنا دیا

بلراج حیات

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya

Balraj Hayat

sadiyon ka karb lamhon ke dil mein basa diya
pal bhar ki zindagi ko dawami bana diya

diwar mein wo chun hi raha tha mujhe magar
kam-baKHt ek sang kahin muskura diya

jab aur koi madd-e-muqabil nahin raha
meri ana ne mujh ko mujhi se laDa diya

mujh se na puchh kal ke muhaqqiq se puchhna
shoalon ke lams ne mujhe kyun yaKH bana diya

yaadon ke shahr mein bhi na 'hairat' sukun mila
haalat ne mizaj kuchh aisa bana diya

(513) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya written by Balraj Hayat at UrduPoint. Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya is one of the masterpieces written by Balraj Hayat. You can also find the complete poetry collection of Balraj Hayat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Balraj Hayat' above.

Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sadiyon Ka Karb Lamhon Ke Dil Mein Basa Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.