Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya, Urdu Ghazal By Bano Tahira Sayeed

Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bano Tahira Sayeed. Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ جانے آج کیوں ان کے لبوں پر میرا نام آیا

بانو طاہرہ سعید

نہ جانے آج کیوں ان کے لبوں پر میرا نام آیا

یہ کیسا انقلاب آیا سلام آیا پیام آیا

مری خاموشیاں عنواں بنی ہیں کتنے قصوں کا

زباں اب کھولنا ہوگی عجب مشکل مقام آیا

جلائیں خود ہی شمعیں میں نے اور خود ہی بجھا ڈالیں

کبھی جب یاد مجھ کو میرا خواب نا تمام آیا

بگاڑے کام دنیا کے چلا افلاک سر کرنے

بشر کے سر میں بیٹھے بیٹھے کیا سودائے خام آیا

جوانی کہتے ہیں لغزش ہے لیکن معرفت بھی ہے

کئی راہیں نکلتی ہیں جہاں سے وہ مقام آیا

عزیز و اقربا جتنے تھے سب عشرت کے ساتھی تھے

برا جب وقت آیا طاہرہؔ کوئی نہ کام آیا

بانو طاہرہ سعید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya

Bano Tahira Sayeed

na jaane aaj kyon un ke labon par mera nam aaya
ye kaisa inqalab aaya salam aaya payam aaya

meri KHamoshiyan unwan bani hain kitne qisson ka
zaban ab kholna hogi ajab mushkil maqam aaya

jalain KHud hi shamen main ne aur KHud hi bujha Dalin
kabhi jab yaad mujh ko mera KHwab-e-na-tamam aaya

bigaDe kaam duniya ke chala aflak sar karne
bashar ke sar mein baiThe baiThe kya sauda-e-KHam aaya

jawani kahte hain laghzish hai lekin marifat bhi hai
kai rahen nikalti hain jahan se wo maqam aaya

aziz-o-aqriba jitne the sab ishrat ke sathi the
bura jab waqt aaya 'tahira' koi na kaam aaya

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya written by Bano Tahira Sayeed at UrduPoint. Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya is one of the masterpieces written by Bano Tahira Sayeed. You can also find the complete poetry collection of Bano Tahira Sayeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bano Tahira Sayeed' above.

Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.