Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil, Urdu Ghazal By Baqar Agah Vellori

Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Baqar Agah Vellori. Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محو فریاد ہو گیا ہے دل

باقر آگاہ ویلوری

محو فریاد ہو گیا ہے دل

آہ برباد ہو گیا ہے دل

سینہ کادی میں اپنے ناخن سے

رشک فرہاد ہو گیا ہے دل

دیکھتے دیکھتے ستم تیرا

سخت ناشاد ہو گیا ہے دل

کرتے ہی کرتے تیرے قد کا خیال

مثل شمشاد ہو گیا ہے دل

ہو کے پابند تیرے کاکل سے

سر سے آزاد ہو گیا ہے دل

الفت اہل بیت سے آگاہؔ

حیدرآباد ہو گیا ہے دل

باقر آگاہ ویلوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil

Baqar Agah Vellori

mahw-e-fariyaad ho gaya hai dil
aah barbaad ho gaya hai dil

sina-kawi mein apne naKHun se
rashk-e-farhad ho gaya hai dil

dekhte dekhte sitam tera
saKHt nashad ho gaya hai dil

karte hi karte tere qad ka KHayal
misl-e-shamshad ho gaya hai dil

ho ke paband tere kakul se
sar se aazad ho gaya hai dil

ulfat-e-ahl-e-bait se 'agah'
Hyderabad ho gaya hai dil

(364) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil written by Baqar Agah Vellori at UrduPoint. Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil is one of the masterpieces written by Baqar Agah Vellori. You can also find the complete poetry collection of Baqar Agah Vellori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Baqar Agah Vellori' above.

Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahw-e-fariyaad Ho Gaya Hai Dil, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.