Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz, Urdu Ghazal By Bayan Ahsanullah Khan

Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bayan Ahsanullah Khan. Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ آرزو ہے کہ وہ نامہ بر سے لے کاغذ

بیاں احسن اللہ خان

یہ آرزو ہے کہ وہ نامہ بر سے لے کاغذ

بلا سے پھاڑ کے پھر ہاتھ میں نہ لے کاغذ

وہ کون دن ہے کہ غیروں کو خط نہیں لکھتا

قلم کے بن کو لگے آگ اور جلے کاغذ

تمام شہر میں تشہیر میرے بد خو نے

پیام بر کو کیا باندھ کر گلے کاغذ

بہا دوں ایسے کئی دفتر اشک کی رو میں

کیے ہیں جمع ارے غافلو بھلے کاغذ

پیام بر مجھے ایسا کوئی نہیں ملتا

کہ حیلہ جو سے مرے لے ہی کر ٹلے کاغذ

بیاںؔ کو ضعف ہے اتنا کہ باد تند کے روز

جو خط لکھے تو اسے لے کے اڑ چلے کاغذ

بیاں احسن اللہ خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz

Bayan Ahsanullah Khan

ye aarzu hai ki wo nama-bar se le kaghaz
bala se phaD ke phir hath mein na le kaghaz

wo kaun din hai ki ghairon ko KHat nahin likhta
qalam ke ban ko lage aag aur jale kaghaz

tamam shahr mein tashhir mere bad-KHu ne
payam-bar ko kiya bandh kar gale kaghaz

baha dun aise kai daftar ashk ki rau mein
kiye hain jama are ghafilo bhale kaghaz

payam-bar mujhe aisa koi nahin milta
ki hila-ju se mere le hi kar Tale kaghaz

'bayan' ko zof hai itna ki baad-e-tund ke roz
jo KHat likhe to use le ke uD chale kaghaz

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz written by Bayan Ahsanullah Khan at UrduPoint. Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz is one of the masterpieces written by Bayan Ahsanullah Khan. You can also find the complete poetry collection of Bayan Ahsanullah Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bayan Ahsanullah Khan' above.

Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aarzu Hai Ki Wo Nama-bar Se Le Kaghaz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.