Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar, Urdu Ghazal By Bhagwan Khilnani Saqi

Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bhagwan Khilnani Saqi. Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے دل سے کوئی سوال نہ کر

بھگوان کھلنانی ساقی

اپنے دل سے کوئی سوال نہ کر

زندگی اس قدر محال نہ کر

جو بھی آتا ہے بول لیتا ہوں

میری باتوں کا کچھ خیال نہ کر

کچھ تو کانٹوں کی داستان بھی سن

صرف پھولوں کی دیکھ بھال نہ کر

آدمی ہے تو آدمی ہی بن

دیوتا بننے کا کمال نہ کر

تو اصولوں کے ان فسادوں میں

زندگی اپنی پائمال نہ کر

تو بھی خاموش رہ کبھی ساقیؔ

ہر جگہ کوئی قیل و قال نہ کر

بھگوان کھلنانی ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar

Bhagwan Khilnani Saqi

apne dil se koi sawal na kar
zindagi is qadar muhaal na kar

jo bhi aata hai bol leta hun
meri baaton ka kuchh KHayal na kar

kuchh to kanTon ki dastan bhi sun
sirf phulon ki dekh-bhaal na kar

aadmi hai to aadmi hi ban
dewta banne ka kamal na kar

tu usulon ke in fasadon mein
zindagi apni paemal na kar

tu bhi KHamosh rah kabhi 'saqi'
har jagah koi qil-o-qal na kar

(638) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar written by Bhagwan Khilnani Saqi at UrduPoint. Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar is one of the masterpieces written by Bhagwan Khilnani Saqi. You can also find the complete poetry collection of Bhagwan Khilnani Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bhagwan Khilnani Saqi' above.

Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Dil Se Koi Sawal Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.