Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo, Urdu Ghazal By Bhagwan Khilnani Saqi

Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bhagwan Khilnani Saqi. Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو کچھ بھی ہو چکا ہے اسے درگزر کرو

بھگوان کھلنانی ساقی

جو کچھ بھی ہو چکا ہے اسے درگزر کرو

باقی جو زندگی ہے خوشی سے بسر کرو

زخمی کیا ہے دل تو اب زخمی جگر کرو

احساں ادھر کیا تھا تو اب احساں ادھر کرو

پھر اس کے بعد لوگ سنیں گے خلوص سے

پہلے خود اپنی شاعری کو پر اثر کرو

الجھی ہوئی حیات سنورتی ہے جب تلک

تب تک جہان حسن پہ تھوڑی نظر کرو

دل سے مٹا کے ساقی مرے پیار کے نقوش

بے گھر کرو نہ تم مجھے یوں در بدر کرو

بھگوان کھلنانی ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo

Bhagwan Khilnani Saqi

jo kuchh bhi ho chuka hai use darguzar karo
baqi jo zindagi hai KHushi se basar karo

zaKHmi kiya hai dil to ab zaKHmi jigar karo
ehsan idhar kiya tha to ab ehsan udhar karo

phir is ke baad log sunenge KHulus se
pahle KHud apni shaeri ko pur-asar karo

uljhi hui hayat sanwarti hai jab talak
tab tak jahan-e-husn pe thoDi nazar karo

dil se miTa ke saqi mere pyar ke nuqush
be-ghar karo na tum mujhe yun dar-ba-dar karo

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo written by Bhagwan Khilnani Saqi at UrduPoint. Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo is one of the masterpieces written by Bhagwan Khilnani Saqi. You can also find the complete poetry collection of Bhagwan Khilnani Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bhagwan Khilnani Saqi' above.

Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Kuchh Bhi Ho Chuka Hai Use Darguzar Karo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.