Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte, Urdu Ghazal By Chand Akbarabadi

Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Chand Akbarabadi. Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

طبیب ہو کے بھی دل کی دوا نہیں کرتے

چاند اکبرآبادی

طبیب ہو کے بھی دل کی دوا نہیں کرتے

ہم اپنے زخموں سے کوئی دغا نہیں کرتے

پرندے اڑنے لگے ہیں غرور کے تیرے

ہوا میں کاغذی پر سے اڑا نہیں کرتے

نکیل ڈالنی ہے نفس کے ارادوں پر

بنا لگام کے گھوڑے تھما نہیں کرتے

دعا کو ہاتھ اٹھاتے نہیں ہر اک کے لئے

تو یہ بھی سچ ہے کہ ہم بد دعا نہیں کرتے

یہ سرخ آندھیاں کیا چاندؔ کا بگاڑیں گی

بلند پیڑ ہوا سے گرا نہیں کرتے

چاند اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte

Chand Akbarabadi

tabib ho ke bhi dil ki dawa nahin karte
hum apne zaKHmon se koi dagha nahin karte

parinde uDne lage hain ghurur ke tere
hawa mein kaghzi par se uDa nahin karte

nakel Dalni hai nafs ke iradon par
bina lagam ke ghoDe thama nahin karte

dua ko hath uThate nahin har ek ke liye
to ye bhi sach hai ki hum bad-dua nahin karte

ye surKH aandhiyan kya 'chand' ka bigaDengi
buland peD hawa se gira nahin karte

(1127) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte written by Chand Akbarabadi at UrduPoint. Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte is one of the masterpieces written by Chand Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Chand Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Chand Akbarabadi' above.

Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.