Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate, Urdu Ghazal By Danish Naqwi

Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Danish Naqwi. Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ماحول مناسب ہو تو اوپر نہیں جاتے

دانش نقوی

ماحول مناسب ہو تو اوپر نہیں جاتے

ہم تازہ گھٹن چھوڑ کے چھت پر نہیں جاتے

دیکھو مجھے اب میری جگہ سے نہ ہلانا

پھر تم مجھے ترتیب سے رکھ کر نہیں جاتے

بدنام ہیں صدیوں سے ہی کانٹوں کی وجہ سے

عادت سے مگر آج بھی کیکر نہیں جاتے

جس دن سے شکاری نے ادا کی کوئی منت

دربار پہ اس دن سے کبوتر نہیں جاتے

سو تم مجھے حیرت زدہ آنکھوں سے نہ دیکھو

کچھ لوگ سنبھل جاتے ہیں سب مر نہیں جاتے

دانش نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate

Danish Naqwi

mahaul munasib ho to upar nahin jate
hum taza ghuTan chhoD ke chhat par nahin jate

dekho mujhe ab meri jagah se na hilana
phir tum mujhe tartib se rakh kar nahin jate

badnam hain sadiyon se hi kanTon ki wajah se
aadat se magar aaj bhi kikar nahin jate

jis din se shikari ne ada ki koi mannat
darbar pe us din se kabutar nahin jate

so tum mujhe hairat-zada aankhon se na dekho
kuchh log sanbhal jate hain sab mar nahin jate

(1701) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate written by Danish Naqwi at UrduPoint. Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate is one of the masterpieces written by Danish Naqwi. You can also find the complete poetry collection of Danish Naqwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Danish Naqwi' above.

Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahaul Munasib Ho To Upar Nahin Jate, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.