Gham-e-hayat, Urdu Nazam By Daud Ghazi

Gham-e-hayat is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Daud Ghazi. Gham-e-hayat comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Gham-e-hayat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم حیات

داؤد غازی

غم حیات کے نغموں کا میں مغنی ہوں

غم حیات کی لذت کا ہوں میں شیدائی

یہ جذبہ جو دل بیتاب سے فزوں تر ہے

کہیں سے گردش شام و سحر اڑا لائی

نظر کو دیتا ہے یہ روشنی تجسس کی

یہ غم بناتا ہے دل کو دل تمنائی

یہ راز ہائے تگ و دو کو فاش کرتا ہے

یہ راہرو کو سکھاتا ہے جادہ پیمائی

اسی سے گرمیٔ بزم حیات باقی ہے

یہی ہے دہر کے ہر انقلاب کا بانی

کہیں نہ ڈس لے یہ تنہائی حیات مجھے

تو غم سے سیکھ لے آداب بزم آرائی

نہ کر حصار من و تو میں اپنا غم محدود

کہ ہو یہ عام تو پھر زندگی ہے آفاقی

داؤد غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham-e-hayat

Daud Ghazi

gham-e-hayat ke naghmon ka main mughanni hun
gham-e-hayat ki lazzat ka hun main shaidai
ye jazba jo dil-e-betab se fuzun-tar hai
kahin se gardish-e-sham-o-sahar uDa lai
nazar ko deta hai ye raushni tajassus ki
ye gham banata hai dil ko dil-e-tamannai
ye raaz-ha-e-tag-o-dau ko fash karta hai
ye rah-rau ko sikhata hai jada-paimai
isi se garmi-e-bazm-e-hayat baqi hai
yahi hai dahr ke har inqalab ka bani
kahin na Das le ye tanhai-e-hayat mujhe
tu gham se sikh le aadab-e-bazm-arai
na kar hisar-e-man-o-tu mein apna gham mahdud
ki ho ye aam to phir zindagi hai aafaqi

(1079) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham-e-hayat written by Daud Ghazi at UrduPoint. Gham-e-hayat is one of the masterpieces written by Daud Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Daud Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daud Ghazi' above.

Gham-e-hayat is a widely read Urdu Nazam. If you like Gham-e-hayat, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.