Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin, Urdu Ghazal By Daud Ghazi

Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daud Ghazi. Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ستم کا خوف نہیں ہے الم کی بات نہیں

داؤد غازی

ستم کا خوف نہیں ہے الم کی بات نہیں

رہ طلب میں کسی پیچ و خم کی بات نہیں

وصال یار کی امید بھی عجب شے ہے

ہزار غم ہیں مگر پھر بھی غم کی بات نہیں

چلو کہ مل کے مداوائے غم کریں ہم لوگ

ہے سب کو ایک ہی غم بیش و کم کی بات نہیں

تمہاری زلف ہے ممکن ہے خود سنور جائے

تمہاری زلف میں کچھ پیچ و خم کی بات نہیں

ستم گروں پہ ان اشکوں کا کیا اثر ہوگا

حیات جہد ہے کچھ چشم نم کی بات نہیں

داؤد غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin

Daud Ghazi

sitam ka KHauf nahin hai alam ki baat nahin
rah-e-talab mein kisi pech-o-KHam ki baat nahin

visal-e-yar ki ummid bhi ajab shai hai
hazar gham hain magar phir bhi gham ki baat nahin

chalo ki mil ke madawa-e-gham karen hum log
hai sab ko ek hi gham besh-o-kam ki baat nahin

tumhaari zulf hai mumkin hai KHud sanwar jae
tumhaari zulf mein kuchh pech-o-KHam ki baat nahin

sitamgaron pe in ashkon ka kya asar hoga
hayat-e-jehd hai kuchh chashm-e-nam ki baat nahin

(791) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin written by Daud Ghazi at UrduPoint. Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin is one of the masterpieces written by Daud Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Daud Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daud Ghazi' above.

Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sitam Ka KHauf Nahin Hai Alam Ki Baat Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.