Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna, Urdu Ghazal By Daud Naseeb

Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daud Naseeb. Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی الزام نہ دنیا میں کسی پر رکھنا

داؤد نصیب

کوئی الزام نہ دنیا میں کسی پر رکھنا

دل لہو ہو بھی تو چہرے کو گل تر رکھنا

خاک کا ہو کہ ہو کانٹوں کا وہ بستر اے دوست

نیند آ جائے گی تکیہ تو خدا پر رکھنا

کیا خبر راہ میں کب ساتھ خوشی کا چھوٹے

زندگی غم کو بھی ساتھ اپنے برابر رکھنا

دیکھ آنکھوں کی زمیں ہے نہ لرز جائے کہیں

اے تصور تو یہاں پاؤں سنبھل کر رکھنا

زانوئے یار سمجھ کر اسے سو جائیں گے

ہم غریبوں کے سرہانے ذرا پتھر رکھنا

چاہتا ہے یہ مرے دور کا دستور نصیبؔ

تشنگی دل میں تو آنکھوں میں سمندر رکھنا

داؤد نصیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna

Daud Naseeb

koi ilzam na duniya mein kisi par rakhna
dil lahu ho bhi to chehre ko gul-e-tar rakhna

KHak ka ho ki ho kanTon ka wo bistar ai dost
nind aa jaegi takiya tu KHuda par rakhna

kya KHabar rah mein kab sath KHushi ka chhuTe
zindagi gham ko bhi sath apne barabar rakhna

dekh aankhon ki zamin hai na laraz jae kahin
ai tasawwur tu yahan panw sanbhal kar rakhna

zanu-e-yar samajh kar use so jaenge
hum gharibon ke sirhane zara patthar rakhna

chahta hai ye mere daur ka dastur 'nasib'
tishnagi dil mein to aankhon mein samundar rakhna

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna written by Daud Naseeb at UrduPoint. Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna is one of the masterpieces written by Daud Naseeb. You can also find the complete poetry collection of Daud Naseeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daud Naseeb' above.

Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Ilzam Na Duniya Mein Kisi Par Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.