Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin, Urdu Ghazal By Devmani Pandey

Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Devmani Pandey. Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل نے چاہا بہت اور ملا کچھ نہیں

دیومنی پانڈے

دل نے چاہا بہت اور ملا کچھ نہیں

زندگی حسرتوں کے سوا کچھ نہیں

عشق نے ہم کو سوغات میں کیا دیا

زخم ایسے کہ جن کی دوا کچھ نہیں

پڑھ کے دیکھی کتابیں محبت کی سب

آنسوؤں کے علاوہ ملا کچھ نہیں

ہر خوشی کا مزا غم کی نسبت سے ہے

غم نہیں ہے اگر تو مزا کچھ نہیں

زندگی مجھ سے اب تک تو کیوں دور ہے

درمیاں اپنے جب فاصلہ کچھ نہیں

دیومنی پانڈے

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin

Devmani Pandey

dil ne chaha bahut aur mila kuchh nahin
zindagi hasraton ke siwa kuchh nahin

ishq ne hum ko saughat mein kya diya
zaKHm aise ki jin ki dawa kuchh nahin

paDh ke dekhi kitaben mohabbat ki sab
aansuon ke alawa mila kuchh nahin

har KHushi ka maza gham ki nisbat se hai
gham nahin hai agar to maza kuchh nahin

zindagi mujh se ab tak tu kyun dur hai
darmiyan apne jab fasla kuchh nahin

(679) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin written by Devmani Pandey at UrduPoint. Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin is one of the masterpieces written by Devmani Pandey. You can also find the complete poetry collection of Devmani Pandey by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Devmani Pandey' above.

Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ne Chaha Bahut Aur Mila Kuchh Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.