KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun, Urdu Ghazal By Dr Naresh

KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dr Naresh. KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود سے بچھڑ کے ذات کے پیکر میں قید ہوں

ڈاکٹر نریش

خود سے بچھڑ کے ذات کے پیکر میں قید ہوں

گھر سے نکل گیا تھا مگر گھر میں قید ہوں

ہوں نعرۂ جہاد بھی عزم جوان بھی

دل میں کبھی مقیم تھا اب سر میں قید ہوں

مشتاق و منتظر ہوں کہ چنگاریاں ملیں

کیا خوب آگ ہو کے بھی پتھر میں قید ہوں

دیکھو تو کائنات دکھائی دے زیر پا

سوچوں تو جیسے خود ہی سمندر میں قید ہوں

وہ تو بلا رہے ہیں مگر اے نریشؔ میں

اپنی انا کے گنبد بے در میں قید ہوں

ڈاکٹر نریش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun

Dr Naresh

KHud se bichhaD ke zat ke paikar mein qaid hun
ghar se nikal gaya tha magar ghar mein qaid hun

hun nara-e-jihad bhi azm-e-jawan bhi
dil mein kabhi muqim tha ab sar mein qaid hun

mushtaq-o-muntazir hun ki chingariyan milen
kya KHub aag ho ke bhi patthar mein qaid hun

dekho to kaenat dikhai de zer-e-pa
sochun to jaise KHud hi samundar mein qaid hun

wo to bula rahe hain magar ai 'naresh' main
apni ana ke gumbad-e-be-dar mein qaid hun

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun written by Dr Naresh at UrduPoint. KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun is one of the masterpieces written by Dr Naresh. You can also find the complete poetry collection of Dr Naresh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dr Naresh' above.

KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Se BichhaD Ke Zat Ke Paikar Mein Qaid Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.