Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai, Urdu Ghazal By Dr Rahi

Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dr Rahi. Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں مکاں نہ سہی سر پہ آسمان تو ہے

ڈاکٹر راہی

نہیں مکاں نہ سہی سر پہ آسمان تو ہے

زمیں پہ ہے در و دیوار سائبان تو ہے

ہزار مجھ پہ غموں کے پہاڑ ٹوٹ پڑیں

مجھے بچانے تری یاد کی چٹان تو ہے

نہیں خدائی میں کوئی بھی مہرباں نہ سہی

خدائی جس کی ہے وہ مجھ پہ مہربان تو ہے

نہیں ہے مجھ کو کوئی دعوائے زباں دانی

یہی بہت ہے کہ اردو مری زبان تو ہے

مجھی پہ آج ستم ہیں بجائے لطف و کرم

خوشی ہے یہ مجھے اک ربط درمیان تو ہے

کریں ہزار برائی وہ غیر کی راہیؔ

مگر زمانے کو کیا کیجے بد گمان تو ہے

ڈاکٹر راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai

Dr Rahi

nahin makan na sahi sar pe aasman to hai
zamin pe hai dar-o-diwar saeban to hai

hazar mujh pe ghamon ke pahaD TuT paDen
mujhe bachane teri yaad ki chaTan to hai

nahin KHudai mein koi bhi mehrban na sahi
KHudai jis ki hai wo mujh pe mehrban to hai

nahin hai mujh ko koi dawa-e-zaban-dani
yahi bahut hai ki urdu meri zaban to hai

mujhi pe aaj sitam hain baja-e-lutf-o-karam
KHushi hai ye mujhe ek rabt darmiyan to hai

karen hazar burai wo ghair ki 'rahi'
magar zamane ko kya kije bad-guman to hai

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai written by Dr Rahi at UrduPoint. Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai is one of the masterpieces written by Dr Rahi. You can also find the complete poetry collection of Dr Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dr Rahi' above.

Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Makan Na Sahi Sar Pe Aasman To Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.