Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin, Urdu Ghazal By Elizabeth Kurian Mona

Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Elizabeth Kurian Mona. Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دامن تیرا مجھ سے چھوٹا ملنے کے حالات نہیں

ایلزبتھ کورین مونا

دامن تیرا مجھ سے چھوٹا ملنے کے حالات نہیں

لیکن تجھ کو بھول سکوں میں ایسی بھی تو بات نہیں

بدلے بدلے سے لگتے ہیں آج یہ تیرے تیور کیوں

پہلے جیسے کیوں اب تیرے پیار کے وہ جذبات نہیں

میرے ہاتھ کی ساری لکیریں الجھی الجھی لاکھ سہی

ان میں مجھ کو تو مل جائے ہوگی میری مات نہیں

تم سے بچھڑے عرصہ بیتا پھر بھی عکس ہے آنکھوں میں

آئے نہ ہو تم خوابوں میں جو ایسی کوئی رات نہیں

خوش قسمت ہیں لوگ وہ جن کو پیار کے بدلے پیار ملا

اس دنیا میں ہر انساں کو حاصل یہ سوغات نہیں

جاتے جاتے غم کی دولت تم نے بھر دی جھولی میں

اب یہ زیست کا سرمایہ ہے معمولی خیرات نہیں

درد بھری ہے یاد ماضی پھر بھی بس جی لیتے ہیں

ہم نے جانا ہر منڈپ میں آتی ہے بارات نہیں

چاہے بہار کا موسم ہو یا وصل کا کوئی عالم ہو

بیت گئے جو پھر سے واپس آتے وہ لمحات نہیں

جب جب تم یاد آئے موناؔ بھر آئیں میری آنکھیں

آگ لگائے دل میں آنسو یہ کوئی برسات نہیں

ایلزبتھ کورین مونا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin

Elizabeth Kurian Mona

daman tera mujh se chhuTa milne ke haalat nahin
lekin tujh ko bhul sakun main aisi bhi to baat nahin

badle badle se lagte hain aaj ye tere tewar kyun
pahle jaise kyun ab tere pyar ke wo jazbaat nahin

mere hath ki sari lakiren uljhi uljhi lakh sahi
un mein mujh ko tu mil jae hogi meri mat nahin

tum se bichhDe arsa bita phir bhi aks hai aankhon mein
aae na ho tum KHwabon mein jo aisi koi raat nahin

KHush-qismat hain log wo jin ko pyar ke badle pyar mila
is duniya mein har insan ko hasil ye saughat nahin

jate jate gham ki daulat tum ne bhar di jholi mein
ab ye zist ka sarmaya hai mamuli KHairaat nahin

dard-bhari hai yaad-e-mazi phir bhi bas ji lete hain
hum ne jaana har manDap mein aati hai baraat nahin

chahe bahaar ka mausam ho ya wasl ka koi aalam ho
bit gae jo phir se wapas aate wo lamhat nahin

jab jab tum yaad aae 'mona' bhar aain meri aankhen
aag lagae dil mein aansu ye koi barsat nahin

(684) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin written by Elizabeth Kurian Mona at UrduPoint. Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin is one of the masterpieces written by Elizabeth Kurian Mona. You can also find the complete poetry collection of Elizabeth Kurian Mona by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Elizabeth Kurian Mona' above.

Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Daman Tera Mujhse ChhuTa Milne Ke Haalat Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.