Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti, Urdu Ghazal By Faheem Amrohvi

Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faheem Amrohvi. Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم کی گر چاشنی نہیں ہوتی

فہیم امروہوی

غم کی گر چاشنی نہیں ہوتی

زندگی زندگی نہیں ہوتی

روٹھ جانا تو خیر آساں ہے

پر منانا ہنسی نہیں ہوتی

ان کے پیچھے تو ہے انہیں کا ذکر

سامنے بات بھی نہیں ہوتی

دل لگا کر سمجھ میں آیا ہے

یہ کوئی دل لگی نہیں ہوتی

بے خودی سے جو ہم کنار نہیں

وہ خودی آگہی نہیں ہوتی

آہ جو عرش تک پہنچ نہ سکے

دل سے نکلی ہوئی نہیں ہوتی

حسن کو عشق ہی نے دی ہے کشش

چاند میں روشنی نہیں ہوتی

برق بھی کوندتی تو ہے لیکن

ان کی انگڑائی سی نہیں ہوتی

پھول روتے ہیں ساری رات فہیمؔ

اوس کی یہ تری نہیں ہوتی

فہیم امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti

Faheem Amrohvi

gham ki gar chashni nahin hoti
zindagi zindagi nahin hoti

ruTh jaana to KHair aasan hai
par manana hansi nahin hoti

un ke pichhe to hai unhin ka zikr
samne baat bhi nahin hoti

dil laga kar samajh mein aaya hai
ye koi dil-lagi nahin hoti

be-KHudi se jo ham-kanar nahin
wo KHudi aagahi nahin hoti

aah jo arsh tak pahunch na sake
dil se nikli hui nahin hoti

husn ko ishq hi ne di hai kashish
chand mein raushni nahin hoti

barq bhi kaundti to hai lekin
un ki angDai si nahin hoti

phul rote hain sari raat 'fahim'
os ki ye tari nahin hoti

(776) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti written by Faheem Amrohvi at UrduPoint. Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti is one of the masterpieces written by Faheem Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Faheem Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faheem Amrohvi' above.

Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Ki Gar Chashni Nahin Hoti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.