Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho, Urdu Ghazal By Faisal Imtiyaz Khan

Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faisal Imtiyaz Khan. Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عالم رنج و الم ہے خیر ہو

فیصل امتیاز خان

عالم رنج و الم ہے خیر ہو

یا خدا کیسا ستم ہے خیر ہو

اشک تیرے جھوٹے ہیں لیکن مجھے

اعتبار چشم نم ہے خیر ہو

دیکھ کر تجھ کو کہا مہتاب نے

کیا ادا کیا پیچ و خم ہے خیر ہو

مل گیا مجھ کو پتا منزل کا پر

رستے میں بیت الصنم ہے خیر ہو

اس کے ہونٹوں کو چھوا تو یوں لگا

چاشنئ زہر غم ہے خیر ہو

میں ہوں خستہ حال فیصل کیا کروں

میرا دشمن تازہ دم ہے خیر ہو

فیصل امتیاز خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho

Faisal Imtiyaz Khan

aalam ranj-o-alam hai KHair ho
ya KHuda kaisa sitam hai KHair ho

ashk tere jhuTe hain lekin mujhe
e'tibar-e-chashm-e-nam hai KHair ho

dekh kar tujh ko kaha mahtab ne
kya ada kya pech-o-KHam hai KHair ho

mil gaya mujh ko pata manzil ka par
raste mein bait-us-sanam hai KHair ho

us ke honTon ko chhua to yun laga
chashni-e-zahr-e-gham hai KHair ho

main hun KHasta-haal faisal kya karun
mera dushman taza-dam hai KHair ho

(956) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho written by Faisal Imtiyaz Khan at UrduPoint. Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho is one of the masterpieces written by Faisal Imtiyaz Khan. You can also find the complete poetry collection of Faisal Imtiyaz Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faisal Imtiyaz Khan' above.

Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aalam Ranj-o-alam Hai KHair Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.