Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila, Urdu Ghazal By Faisal Imtiyaz Khan

Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faisal Imtiyaz Khan. Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا کے امتحان میں کیا کیا صلہ ملا

فیصل امتیاز خان

دنیا کے امتحان میں کیا کیا صلہ ملا

لمحہ بہ لمحہ ایک نیا حادثہ ملا

خود بین و خود شناس ہے وہ اس لیے مجھے

وہ شخص جب کبھی ملا غم آشنا ملا

لہروں کے سوا کچھ بھی نہ تھا دور دور تک

طوفاں میں کنارہ تو نہیں ہاں خدا ملا

میں کیا بتاؤں کتنے تعجب کی بات تھی

جب بے وفا میں مجھ کو نشان وفا ملا

فیصلؔ فریبی یاروں کی ہونی لگی ہے ضد

دل کے قریب جو بھی تھا وہ خود نما ملا

فیصل امتیاز خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila

Faisal Imtiyaz Khan

duniya ke imtihan mein kya kya sila mila
lamha-ba-lamha ek naya hadisa mila

KHud-bin-o-KHud-shanas hai wo is liye mujhe
wo shaKHs jab kabhi mila gham-ashna mila

lahron ke siwa kuchh bhi na tha dur dur tak
tufan mein kinara to nahin han KHuda mila

main kya bataun kitne tajjub ki baat thi
jab bewafa main mujh ko nishan-e-wafa mila

'faisal' farebi yaron ki honi lagi hai zid
dil ke qarib jo bhi tha wo KHud-numa mila

(864) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila written by Faisal Imtiyaz Khan at UrduPoint. Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila is one of the masterpieces written by Faisal Imtiyaz Khan. You can also find the complete poetry collection of Faisal Imtiyaz Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faisal Imtiyaz Khan' above.

Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya Ke Imtihan Mein Kya Kya Sila Mila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.