KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun, Urdu Ghazal By FaIyaz Rashk

KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, FaIyaz Rashk. KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال و خواب کو پرواز دیتا رہتا ہوں

فیاض رشک

خیال و خواب کو پرواز دیتا رہتا ہوں

میں اپنے آپ کو آواز دیتا رہتا ہوں

جو ان کو رکھے گا دنیا میں سرخ رو کر کے

میں اپنے بچوں کو وہ راز دیتا رہتا ہوں

میں چھیڑتا ہوں سدا شاعری کے تاروں کو

اور اپنے فن سے کوئی ساز دیتا رہتا ہوں

پلٹ کے آئیں گے اک دن ضرور اچھے دن

میں اپنے طور تو آواز دیتا رہتا ہوں

جھلا کے حال کو اکثر زباں کے جھولے میں

غم جہاں کو میں انداز دیتا رہتا ہوں

لگا کے سینے سے فیاضؔ اس کے پیکر کو

غزل کو ہر گھڑی اعزاز دیتا رہتا ہوں

فیاض رشک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun

FaIyaz Rashk

KHayal-o-KHwab ko parwaz deta rahta hun
main apne aap ko aawaz deta rahta hun

jo un ko rakhega duniya mein surKH-ru kar ke
main apne bachchon ko wo raaz deta rahta hun

main chheDta hun sada shairi ke taron ko
aur apne fan se koi saz deta rahta hun

palaT ke aaenge ek din zarur achchhe din
main apne taur to aawaz deta rahta hun

jhula ke haal ko aksar zaban ke jhule mein
gham-e-jahan ko mein andaz deta rahta hun

laga ke sine se 'fayyaz' us ke paikar ko
ghazal ko har ghaDi eazaz deta rahta hun

(510) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun written by FaIyaz Rashk at UrduPoint. KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun is one of the masterpieces written by FaIyaz Rashk. You can also find the complete poetry collection of FaIyaz Rashk by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of FaIyaz Rashk' above.

KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-o-KHwab Ko Parwaz Deta Rahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.