Apne Bare Mein Soch Lete Hain, Urdu Ghazal By Farhan Hanif Warsi

Apne Bare Mein Soch Lete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farhan Hanif Warsi. Apne Bare Mein Soch Lete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Bare Mein Soch Lete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے بارے میں سوچ لیتے ہیں

فرحان حنیف وارثی

اپنے بارے میں سوچ لیتے ہیں

یعنی اب ہم بہت اکیلے ہیں

خوف آتا ہے بھیڑ سے جب بھی

گھر کی ویرانیوں سے ڈرتے ہیں

میرے ماضی کی بند مٹھی میں

تیری یادوں کے چند سکے ہیں

کیا کریں ہر بشر کی آنکھوں میں

بے یقینی کے گہرے سائے ہیں

بات کرتے ہوئے یہ لگتا ہے

خواب لفظوں کی شکل امڈے ہیں

فرحان حنیف وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Bare Mein Soch Lete Hain

Farhan Hanif Warsi

apne bare mein soch lete hain
yani ab hum bahut akele hain

KHauf aata hai bhiD se jab bhi
ghar ki viraniyon se Darte hain

mere mazi ki band muTThi mein
teri yaadon ke chand sikke hain

kya karen har bashar ki aankhon mein
be-yaqini ke gahre sae hain

baat karte hue ye lagta hai
KHwab lafzon ki shakl umDe hain

(770) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Bare Mein Soch Lete Hain written by Farhan Hanif Warsi at UrduPoint. Apne Bare Mein Soch Lete Hain is one of the masterpieces written by Farhan Hanif Warsi. You can also find the complete poetry collection of Farhan Hanif Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhan Hanif Warsi' above.

Apne Bare Mein Soch Lete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Bare Mein Soch Lete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.