KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main, Urdu Ghazal By Farhan Hanif Warsi

KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farhan Hanif Warsi. KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود اپنی ذات کے شہ پر میں ہوں میں

فرحان حنیف وارثی

خود اپنی ذات کے شہ پر میں ہوں میں

کبھی مرکز کبھی محور میں ہوں میں

ابھی مجھ میں بہت ہمت ہے لیکن

کسی ہارے ہوئے لشکر میں ہوں میں

بہادر ہے اماں سڑکوں پہ لیکن

ڈرا سہما ہوا سا گھر میں ہوں میں

یقیں ساحل پہ ہونے کا تو ہوگا

ابھی تشکیک کے ساگر میں ہوں میں

وہ آنکھوں سے اتر آیا ہے دل میں

اسی منظر کے پس منظر میں ہوں میں

اگر ہے تاج چاہت کی علامت

تو اس کے ایک اک پتھر میں ہوں میں

فرحان حنیف وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main

Farhan Hanif Warsi

KHud apni zat ke shahpar mein hun main
kabhi markaz kabhi mehwar mein hun main

abhi mujh mein bahut himmat hai lekin
kisi haare hue lashkar mein hun main

bahadur hai aman saDkon pe lekin
Dara-sahma hua sa ghar mein hun main

yaqin sahil pe hone ka to hoga
abhi tashkik ke sagar mein hun main

wo aankhon se utar aaya hai dil mein
isi manzar ke pas-manzar mein hun main

agar hai taj chahat ki alamat
to is ke ek ek patthar mein hun main

(677) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main written by Farhan Hanif Warsi at UrduPoint. KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main is one of the masterpieces written by Farhan Hanif Warsi. You can also find the complete poetry collection of Farhan Hanif Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhan Hanif Warsi' above.

KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Apni Zat Ke Shahpar Mein Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.