Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum, Urdu Ghazal By Farooq Ahmad Batt

Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Ahmad Batt. Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہانیوں کی کتاب میں گم

فاروق احمد بٹ

کہانیوں کی کتاب میں گم

ہوئی ہے سچائی خواب میں گم

طفولیت کا پسند چہرہ

جواں ہوا اور نقاب میں گم

گلاب کاغذ میں گم ہیں ایسے

حسین منظر سراب میں گم

چھلک پڑی جب نگاہ ساقی

ہوئے ہیں ساغر شراب میں گم

حباب کو گم کرے سمندر

ابھی ہے ساگر حباب میں گم

ہیں ذائقے کے ہزار پہلو

بس ایک میٹھے ثواب میں گم

فاروق احمد بٹ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum

Farooq Ahmad Batt

kahaniyon ki kitab mein gum
hui hai sachchai KHwab mein gum

tufuliyat ka pasand chehra
jawan hua aur naqab mein gum

gulab kaghaz mein gum hain aise
hasin manzar sarab mein gum

chhalak paDi jab nigah-e-saqi
hue hain saghar sharab mein gum

habab ko gum kare samundar
abhi hai sagar habab mein gum

hain zaiqe ke hazar pahlu
bas ek miThe sawab mein gum

(357) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum written by Farooq Ahmad Batt at UrduPoint. Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum is one of the masterpieces written by Farooq Ahmad Batt. You can also find the complete poetry collection of Farooq Ahmad Batt by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Ahmad Batt' above.

Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahaniyon Ki Kitab Mein Gum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.