Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad, Urdu Ghazal By Farooq Ahmad Batt

Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Ahmad Batt. Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وطن کی ہے اگر پہچان سرحد

فاروق احمد بٹ

وطن کی ہے اگر پہچان سرحد

لڑائی بے وجہ امکان سرحد

چھپائے جنگ کا سامان سرحد

ہے لاشوں کا بھی قبرستان سرحد

اگر دو بھائیوں کے بیچ ابھرے

بنائے ہند و پاکستان سرحد

لگا دونوں طرف دونوں طرف کو

عجب خطرے پہ ہے حیران سرحد

بٹے ہیں باڑھ سے جذبات ورنہ

محبت سے نہیں انجان سرحد

فداؔ انسان کو دے کر تحفظ

کرے انسان کو قربان سرحد

فاروق احمد بٹ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad

Farooq Ahmad Batt

watan ki hai agar pahchan sarhad
laDai be-wajh imkan sarhad

chhupae jang ka saman sarhad
hai lashon ka bhi qabristan sarhad

agar do bhaiyon ke bich ubhre
banae hind-o-pakistan sarhad

laga donon taraf donon taraf ko
ajab KHatre pe hai hairan sarhad

baTe hain baDh se jazbaat warna
mohabbat se nahin anjaan sarhad

'fida' insan ko de kar tahaffuz
kare insan ko qurban sarhad

(300) ووٹ وصول ہوئے

You can read Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad written by Farooq Ahmad Batt at UrduPoint. Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad is one of the masterpieces written by Farooq Ahmad Batt. You can also find the complete poetry collection of Farooq Ahmad Batt by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Ahmad Batt' above.

Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Watan Ki Hai Agar Pahchan Sarhad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.