Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai, Urdu Ghazal By Fatima Taj

Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fatima Taj. Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری حیات ابھی جس کے انتظار میں ہے

فاطمہ تاج

مری حیات ابھی جس کے انتظار میں ہے

وہ لمحہ کس کے خدا جانے اختیار میں ہے

یہ پھول کانٹے بہت ہی عزیز ہیں ہم کو

ہمارے ماضی کی خوشبو اسی بہار میں ہیں

کرے گا کیسے کوئی منزلوں کا اندازہ

ابھی تو کارواں خود پردۂ غبار میں ہے

نہ جانے کب یہ قفس زندگی کا ٹوٹے گا

ابھی حیات مری درد کے حصار میں ہے

زمانہ ٹوکتا جاتا ہے اس طرح مجھ کو

کہ جیسے ترک وفا میرے اختیار میں ہے

عجیب تاجؔ یہاں نظم زندگانی ہے

ہے گلستاں میں کوئی کوئی لالہ زار میں ہے

فاطمہ تاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai

Fatima Taj

meri hayat abhi jis ke intizar mein hai
wo lamha kis ke KHuda jaane iKHtiyar mein hai

ye phul kanTe bahut hi aziz hain hum ko
hamare mazi ki KHushbu isi bahaar mein hain

karega kaise koi manzilon ka andaza
abhi to karwan KHud parda-e-ghubar mein hai

na jaane kab ye qafas zindagi ka TuTega
abhi hayat meri dard ke hisar mein hai

zamana Tokta jata hai is tarah mujh ko
ki jaise tark-e-wafa mere iKHtiyar mein hai

ajib 'taj' yahan nazm-e-zindagani hai
hai gulistan mein koi koi lala-zar mein hai

(799) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai written by Fatima Taj at UrduPoint. Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai is one of the masterpieces written by Fatima Taj. You can also find the complete poetry collection of Fatima Taj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fatima Taj' above.

Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Hayat Abhi Jis Ke Intizar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.