Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain, Urdu Ghazal By Fatima Taj

Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fatima Taj. Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مہاجر ہیں رہنے کو گھر مانگتے ہیں

فاطمہ تاج

مہاجر ہیں رہنے کو گھر مانگتے ہیں

یہ کیا ہم سے اہل سفر مانگتے ہیں

بہت پی چکے ہیں شفق کا لہو ہم

نیا ایک جام سحر مانگتے ہیں

ترا نقش پا گر نہیں ہے تو کیا غم

حوادث مری رہ گزر مانگتے ہیں

غنیمت ہیں ٹوٹے ہوئے آئنے بھی

یہ پتھر تو دست ہنر مانگتے ہیں

ہے زندہ قفس میں چمن کی تمنا

عزائم مرے بال و پر مانگتے ہیں

نظاروں کے پردے اٹھا کر تو دیکھو

نظارے بھی حسن نظر مانگتے ہیں

سبق دے رہے تھے جو ضبط الم کا

وہی تاجؔ سوز جگر مانگتے ہیں

فاطمہ تاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain

Fatima Taj

muhajir hain rahne ko ghar mangte hain
ye kya hum se ahl-e-safar mangte hain

bahut pi chuke hain shafaq ka lahu hum
naya ek jam-e-sahar mangte hain

tera naqsh-e-pa gar nahin hai to kya gham
hawadis meri rahguzar mangte hain

ghanimat hain TuTe hue aaine bhi
ye patthar to dast-e-hunar mangte hain

hai zinda qafas mein chaman ki tamanna
azaem mere baal-o-par mangte hain

nazaron ke parde uTha kar to dekho
nazare bhi husn-e-nazar mangte hain

sabaq de rahe the jo zabt-e-alam ka
wahi 'taj' soz-e-jigar mangte hain

(1231) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain written by Fatima Taj at UrduPoint. Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain is one of the masterpieces written by Fatima Taj. You can also find the complete poetry collection of Fatima Taj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fatima Taj' above.

Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muhajir Hain Rahne Ko Ghar Mangte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.