Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main, Urdu Ghazal By Fayyaz Jaipuri

Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fayyaz Jaipuri. Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مانوس ایسا ہو گیا تنہائیوں سے میں

فیاض جے پوری

مانوس ایسا ہو گیا تنہائیوں سے میں

اب بھاگتا ہوں اپنی ہی پرچھائیوں سے میں

دنیا نے خیر مجھ کو تو بدنام کر دیا

ڈرتا ہوں اب تو آپ کی رسوائیوں سے میں

حیلہ تو چاہئے کوئی جانے کے واسطے

سب کچھ سمجھ گیا تری انگڑائیوں سے میں

اس کا ملال ہے کہ کہیں کا نہیں رہا

گر کر ترے خیال کی بالائیوں سے میں

فیاضؔ اس لئے نہیں اٹھتے مرے قدم

واقف نہیں ہوں عشق کی گہرائیوں سے میں

فیاض جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main

Fayyaz Jaipuri

manus aisa ho gaya tanhaiyon se main
ab bhagta hun apni hi parchhaiyon se main

duniya ne KHair mujh ko to badnam kar diya
Darta hun ab to aap ki ruswaiyon se main

hila to chahiye koi jaane ke waste
sab kuchh samajh gaya teri angDaiyon se main

us ka malal hai ki kahin ka nahin raha
gir kar tere KHayal ki baalaiyon se main

'fayyaz' is liye nahin uThte mere qadam
waqif nahin hun ishq ki gahraiyon se main

(379) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main written by Fayyaz Jaipuri at UrduPoint. Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main is one of the masterpieces written by Fayyaz Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Fayyaz Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fayyaz Jaipuri' above.

Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manus Aisa Ho Gaya Tanhaiyon Se Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.