Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae, Urdu Ghazal By Ganesh Bihari Tarz

Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ganesh Bihari Tarz. Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سامنے آنکھوں کے گھر کا گھر بنے اور ٹوٹ جائے

گنیش بہاری طرز

سامنے آنکھوں کے گھر کا گھر بنے اور ٹوٹ جائے

کیا کرے وہ جس کا دل پتھر بنے اور ٹوٹ جائے

ہائے رے ان کے فریب وعدۂ فردا کا جال

دیکھتے ہی دیکھتے اک در بنے اور ٹوٹ جائے

حادثوں کی ٹھوکروں سے چور ہونا ہے تو پھر

کیوں نہ خاموشی سے دل ساغر بنے اور ٹوٹ جائے

ہم بھی لے لیں لطف تیر نیم کش گر وہ نظر

آتے آتے قلب تک خنجر بنے اور ٹوٹ جائے

ان کے دامن کی ہوا بھی کس کو ہوتی ہے نصیب

آج ہر آنسو مرا گوہر بنے اور ٹوٹ جائے

یوں بکھرتا ہی رہا اے طرزؔ ہر سپنا مرا

صبح جیسے خواب کا منظر بنے اور ٹوٹ جائے

گنیش بہاری طرز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae

Ganesh Bihari Tarz

samne aankhon ke ghar ka ghar bane aur TuT jae
kya kare wo jis ka dil patthar bane aur TuT jae

hae re un ke fareb-e-wada-e-farda ka jal
dekhte hi dekhte ek dar bane aur TuT jae

hadson ki Thokaron se chur hona hai to phir
kyun na KHamoshi se dil saghar bane aur TuT jae

hum bhi le len lutf-e-tir-e-nim-kash gar wo nazar
aate aate qalb tak KHanjar bane aur TuT jae

un ke daman ki hawa bhi kis ko hoti hai nasib
aaj har aansu mera gauhar bane aur TuT jae

yun bikharta hi raha ai 'tarz' har sapna mera
subh jaise KHwab ka manzar bane aur TuT jae

(821) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae written by Ganesh Bihari Tarz at UrduPoint. Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae is one of the masterpieces written by Ganesh Bihari Tarz. You can also find the complete poetry collection of Ganesh Bihari Tarz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ganesh Bihari Tarz' above.

Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Samne Aankhon Ke Ghar Ka Ghar Bane Aur TuT Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.