Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai, Urdu Ghazal By Ghani Ejaz

Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghani Ejaz. Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پرندہ حد نظر تک جو آسمان میں ہے

غنی اعجاز

پرندہ حد نظر تک جو آسمان میں ہے

پروں میں زور کہاں حوصلہ اڑان میں ہے

ابھی سے بھیگ رہا ہے ہدف پسینے میں

کہ تیر چھوٹا نہیں ہے ابھی کمان میں ہے

گرے گی کون سی چھت پہ یہ کب کسے معلوم

کٹی پتنگ ہواؤں کے امتحان میں ہے

سکون قلب کو محلوں میں ڈھونڈنے والو

سکون قلب فقیروں کے خاندان میں ہے

خریدنا ہے جو تحفہ تمہیں محبت کا

ملے گا دل کے عوض درد کی دکان میں ہے

حیات و موت فقط نام گھر بدلنے کا

سمیٹ رکھا ہے سامان سائبان میں ہے

غنی اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai

Ghani Ejaz

parinda hadd-e-nazar tak jo aasman mein hai
paron mein zor kahan hausla uDan mein hai

abhi se bhig raha hai hadaf pasine mein
ki tir chhuTa nahin hai abhi kaman mein hai

giregi kaun si chhat pe ye kab kise malum
kaTi patang hawaon ke imtihan mein hai

sukun-e-qalb ko mahlon mein DhunDne walo
sukun-e-qalb faqiron ke KHandan mein hai

KHaridna hai jo tohfa tumhein mohabbat ka
milega dil ke ewaz dard ki dukan mein hai

hayat-o-maut faqat nam ghar badalne ka
sameT rakkha hai saman saeban mein hai

(959) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai written by Ghani Ejaz at UrduPoint. Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai is one of the masterpieces written by Ghani Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Ghani Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghani Ejaz' above.

Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parinda Hadd-e-nazar Tak Jo Aasman Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.