Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin, Urdu Ghazal By Ghayas Mateen

Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghayas Mateen. Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دھوپ کا احساس جانے کیوں اسے ہوتا نہیں

غیاث متین

دھوپ کا احساس جانے کیوں اسے ہوتا نہیں

وقت آوارہ ہے ٹھنڈی چھاؤں میں ہوتا نہیں

جھوٹ کی دیوار سے لٹکے ہوئے جسموں کے دن

ہو گئے پورے کہ سچ تو شب میں بھی سوتا نہیں

ہم تکا کرتے ہیں کھڑکی سے اترتے چاند کو

دوڑ کر اس کو پکڑ لیں یہ کبھی ہوتا نہیں

دل عجب پتھر ہے پانی سے پگھل جائے کہیں

اور کبھی جو آگ میں رکھ دیجئے روتا نہیں

روشنی پھوٹے قلم کے آنکھ سے کیوں کر متینؔ

آنسوؤں کے بیج دل میں جب کوئی بوتا نہیں

غیاث متین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin

Ghayas Mateen

dhup ka ehsas jaane kyun use hota nahin
waqt aawara hai ThanDi chhanw mein hota nahin

jhuT ki diwar se laTke hue jismon ke din
ho gae pure ki sach to shab mein bhi sota nahin

hum taka karte hain khiDki se utarte chand ko
dauD kar us ko pakaD len ye kabhi hota nahin

dil ajab patthar hai pani se pighal jae kahin
aur kabhi jo aag mein rakh dijiye rota nahin

raushni phuTe qalam ke aankh se kyun kar 'matin'
aansuon ke bij dil mein jab koi bota nahin

(825) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin written by Ghayas Mateen at UrduPoint. Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin is one of the masterpieces written by Ghayas Mateen. You can also find the complete poetry collection of Ghayas Mateen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghayas Mateen' above.

Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dhup Ka Ehsas Jaane Kyun Use Hota Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.