Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil, Urdu Ghazal By Ghazala Tabassum

Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghazala Tabassum. Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بارہا دیتی رہی ہم کو دہائی محفل

غزالہ تبسم

بارہا دیتی رہی ہم کو دہائی محفل

وہ نہیں تھے تو ہمیں راس نہ آئی محفل

روشنی حسن سخن کچھ نہیں بھایا دل کو

صرف یادوں کے چراغوں سے سجائی محفل

تھا یقیں خود پے بھروسہ تھا ہنر پے اپنے

چاہ شہرت کی تھی جو کھینچ کے لائی محفل

تذکرہ ہوتا رہا وقت گزاریں کیسے

رات جب بیت گئی ہوش میں آئی محفل

رونقیں اس کے لیے جس نے خوشی ہو پائی

ڈوب کر کرب میں کس نے بھلا پائی محفل

سب کے چہروں پے خموشی کا تھا عالم طاری

نظم سنتے ہی بڑے وجد میں آئی محفل

غزالہ تبسم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil

Ghazala Tabassum

barha deti rahi hum ko duhai mahfil
wo nahin the to hamein ras na aai mahfil

raushni husn-e-suKHan kuchh nahin bhaya dil ko
sirf yaadon ke charaghon se sajai mahfil

tha yaqin KHud pe bharosa tha hunar pe apne
chah shohrat ki thi jo khinch ke lai mahfil

tazkira hota raha waqt guzaren kaise
raat jab bit gai hosh mein aai mahfil

raunaqen us ke liye jis ne KHushi ho pai
Dub kar karb mein kis ne bhala pai mahfil

sab ke chehron pe KHamoshi ka tha aalam tari
nazm sunte hi baDe wajd mein aai mahfil

(406) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil written by Ghazala Tabassum at UrduPoint. Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil is one of the masterpieces written by Ghazala Tabassum. You can also find the complete poetry collection of Ghazala Tabassum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghazala Tabassum' above.

Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barha Deti Rahi Hum Ko Duhai Mahfil, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.