Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab, Urdu Ghazal By Ghazala Tabassum

Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghazala Tabassum. Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جیسے چمن میں ہو کھلا پہلا گلاب

غزالہ تبسم

جیسے چمن میں ہو کھلا پہلا گلاب

آنکھیں کنول جوہی سے لب لہجہ گلاب

بوسہ جبیں کا دے گیا احساس یہ

ہاتھوں میں لے کے جیسے ہو چوما گلاب

مائل نہ کرتے قیمتی تحفے مجھے

دل جیتنا ہے جو میرا تو لا گلاب

گستاخ دل تھا آنکھوں کی تھی کیا خطا

تھا حکم دل کا ہاتھوں نے توڑا گلاب

ہے آج بھی جو شے مرے دل کے قریب

کچھ خط تمہارے اور اک سوکھا گلاب

پوچھی کسی نے آج پھر میری پسند

بے ساختہ لب سے مری نکلا گلاب

غزالہ تبسم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab

Ghazala Tabassum

jaise chaman mein ho khila pahla gulab
aankhen kanwal juhi se lab lahja gulab

bosa jabin ka de gaya ehsas ye
hathon mein le ke jaise ho chuma gulab

mail na karte qimti tohfe mujhe
dil jitna hai jo mera to la gulab

gustaKH dil tha aankhon ki thi kya KHata
tha hukm dil ka hathon ne toDa gulab

hai aaj bhi jo shai mere dil ke qarib
kuchh KHat tumhaare aur ek sukha gulab

puchhi kisi ne aaj phir meri pasand
be-saKHta lab se meri nikla gulab

(427) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab written by Ghazala Tabassum at UrduPoint. Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab is one of the masterpieces written by Ghazala Tabassum. You can also find the complete poetry collection of Ghazala Tabassum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghazala Tabassum' above.

Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaise Chaman Mein Ho Khila Pahla Gulab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.