Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se, Urdu Ghazal By Ghulam Bhik Nairang

Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghulam Bhik Nairang. Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس طرح واقف ہوں حال عاشق جاں باز سے

غلام بھیک نیرنگ

کس طرح واقف ہوں حال عاشق جاں باز سے

ان کو فرصت ہی نہیں ہے کاروبار ناز سے

میرے درد دل سے گویا آشنا ہیں چوب و تار

اپنے نالے سن رہا ہوں پردہ ہائے ساز سے

ذرہ ذرہ ہے یہاں اک کتبۂ سر الست

آپ ہی واقف نہیں ہیں رسم خط راز سے

دل گئے ایماں گئے عقلیں گئیں جانیں گئیں

تم نے کیا کیا کر دکھایا اک نگاہ ناز سے

آہ! کل تک وہ نوازش! آج اتنی بے رخی

کچھ تو نسبت چاہئے انجام کو آغاز سے

غلام بھیک نیرنگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se

Ghulam Bhik Nairang

kis tarah waqif hon haal-e-ashiq-e-jaan-baz se
un ko fursat hi nahin hai karobar-e-naz se

mere dard-e-dil se goya aashna hain chob-o-tar
apne nale sun raha hun parda-ha-e-saz se

zarra zarra hai yahan ek katba-e-sirr-alast
aap hi waqif nahin hain rasm-e-KHatt-e-raaz se

dil gae iman gae aqlen gain jaanen gain
tum ne kya kya kar dikhaya ek nigah-e-naz se

aah! kal tak wo nawazish! aaj itni be-ruKHi
kuchh to nisbat chahiye anjam ko aaghaz se

(710) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se written by Ghulam Bhik Nairang at UrduPoint. Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se is one of the masterpieces written by Ghulam Bhik Nairang. You can also find the complete poetry collection of Ghulam Bhik Nairang by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghulam Bhik Nairang' above.

Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Tarah Waqif Hon Haal-e-ashiq-e-jaan-baz Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.