Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha, Urdu Ghazal By Ghulam Rabbani Naeem

Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghulam Rabbani Naeem. Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ریت کا ڈھیر عمارت میں بدلنا چاہا

غلام ربانی نعیم

ریت کا ڈھیر عمارت میں بدلنا چاہا

میں نے ہر خواب حقیقت میں بدلنا چاہا

پہلے آئی مری تنہائی کی ساتھی بن کر

پھر تری یاد نے وحشت میں بدلنا چاہا

پیار کی روح سے محروم ہے وہ دل جس نے

اپنی فطرت کو ضرورت میں بدلنا چاہا

دیکھ دیرینہ روایات کا نازک شیشہ

ٹوٹ جائے گا جو عجلت میں بدلنا چاہا

گھر کے بگڑے ہوئے نقشے پہ نہ ماتم کیجئے

فرش کو آپ نے خود چھت میں بدلنا چاہا

آپ رائی کا جو پربت نہ بنائیں تو کہوں

میں نے نفرت کو محبت میں بدلنا چاہا

غلام ربانی نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha

Ghulam Rabbani Naeem

ret ka Dher imarat mein badalna chaha
main ne har KHwab haqiqat mein badalna chaha

pahle aai meri tanhai ki sathi ban kar
phir teri yaad ne wahshat mein badalna chaha

pyar ki ruh se mahrum hai wo dil jis ne
apni fitrat ko zarurat mein badalna chaha

dekh derina riwayat ka nazuk shisha
TuT jaega jo ujlat mein badalna chaha

ghar ke bigDe hue naqshe pe na matam kijiye
farsh ko aap ne KHud chhat mein badalna chaha

aap rai ka jo parbat na banaen to kahun
main ne nafrat ko mohabbat mein badalna chaha

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha written by Ghulam Rabbani Naeem at UrduPoint. Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha is one of the masterpieces written by Ghulam Rabbani Naeem. You can also find the complete poetry collection of Ghulam Rabbani Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghulam Rabbani Naeem' above.

Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ret Ka Dher Imarat Mein Badalna Chaha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.