Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai, Urdu Ghazal By Ghulam Rabbani Naeem

Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghulam Rabbani Naeem. Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم سے کس نے نجات پائی ہے

غلام ربانی نعیم

غم سے کس نے نجات پائی ہے

ہنس کے جی لو تو کیا برائی ہے

بات یہ اب سمجھ میں آئی ہے

خامشی میں بڑی بھلائی ہے

ہم ہیں رونق بڑھانے والوں میں

انجمن آپ نے سجائی ہے

زندگی دور دور ہے ایسے

جیسے اپنی نہیں پرائی ہے

آندھیوں کو کوئی خبر کر دے

ہم نے اک شمع پھر جلائی ہے

اب اسی کو بھلا سمجھ لیجئے

نسبتاً جس میں کم برائی ہے

جب بھی ہم سے نظر ملی ہے نعیمؔ

موت شرما کے مسکرائی ہے

غلام ربانی نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai

Ghulam Rabbani Naeem

gham se kis ne najat pai hai
hans ke ji lo to kya burai hai

baat ye ab samajh mein aai hai
KHamushi mein baDi bhalai hai

hum hain raunaq baDhane walon mein
anjuman aap ne sajai hai

zindagi dur dur hai aise
jaise apni nahin parai hai

aandhiyon ko koi KHabar kar de
hum ne ek shama phir jalai hai

ab usi ko bhala samajh lijiye
nsibatan jis mein kam burai hai

jab bhi hum se nazar mili hai 'naim'
maut sharma ke muskurai hai

(1218) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai written by Ghulam Rabbani Naeem at UrduPoint. Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai is one of the masterpieces written by Ghulam Rabbani Naeem. You can also find the complete poetry collection of Ghulam Rabbani Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghulam Rabbani Naeem' above.

Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Se Kis Ne Najat Pai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.