Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain, Urdu Ghazal By Hafeez Banarasi

Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Banarasi. Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو پردوں میں خود کو چھپائے ہوئے ہیں

حفیظ بنارسی

جو پردوں میں خود کو چھپائے ہوئے ہیں

قیامت وہی تو اٹھائے ہوئے ہیں

تری انجمن میں جو آئے ہوئے ہیں

غم دو جہاں کو بھلائے ہوئے ہیں

پہاڑوں سے بھی جو اٹھائے نہ اٹھا

وہ بار وفا ہم اٹھائے ہوئے ہیں

کوئی شام کے وقت آئے گا لیکن

سحر سے ہم آنکھیں بچھائے ہوئے ہیں

جہاں بجلیاں خود اماں ڈھونڈتی ہیں

وہاں ہم نشیمن بنائے ہوئے ہیں

غزل آبرو ہے تو اردو زباں کی

تری آبرو ہم بچائے ہوئے ہیں

یہ اشعار یوں ہی نہیں درد آگیں

حفیظؔ آپ بھی چوٹ کھائے ہوئے ہیں

حفیظ بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain

Hafeez Banarasi

jo pardon mein KHud ko chhupae hue hain
qayamat wahi to uThae hue hain

teri anjuman mein jo aae hue hain
gham-e-do-jahan ko bhulae hue hain

pahaDon se bhi jo uThae na uTTha
wo bar-e-wafa hum uThae hue hain

koi sham ke waqt aaega lekin
sahar se hum aankhen bichhae hue hain

jahan bijliyan KHud aman DhunDti hain
wahan hum nasheman banae hue hain

ghazal aabru hai tu urdu zaban ki
teri aabru hum bachae hue hain

ye ashaar yun hi nahin dard-agin
'hafiz' aap bhi choT khae hue hain

(700) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain written by Hafeez Banarasi at UrduPoint. Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain is one of the masterpieces written by Hafeez Banarasi. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Banarasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Banarasi' above.

Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.