Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein, Urdu Ghazal By Hajir Dehlwi

Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hajir Dehlwi. Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہتا ہے ہمیشہ جو مری یار بغل میں

ہاجر دہلوی

رہتا ہے ہمیشہ جو مری یار بغل میں

جلتے ہیں اسے دیکھ کے اغیار بغل میں

کیا لطف ہو گر عیش کے سامان بہم ہوں

معشوق بھی ہو شوخ طرحدار بغل میں

ہر وقت جو آغوش میں رہتا تھا ہماری

اب اوس کو لیے پھرتے ہیں اغیار بغل میں

کس طرح میں سمجھوں کہ وہ کرتے ہیں محبت

آتے نہیں بھولے سے بھی اک بار بغل میں

مے نوشی کا جب حظ ہے کہ ہو بر لب دریا

ساغر ہو اگر ہاتھ میں تو یار بغل میں

سب مٹ گئی ہاجرؔ شب فرقت کی مصیبت

خوب اس کو دبا کر جو کیا پیار بغل میں

ہاجر دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein

Hajir Dehlwi

rahta hai hamesha jo meri yar baghal mein
jalte hain use dekh ke aghyar baghal mein

kya lutf ho gar aish ke saman baham hon
mashuq bhi ho shoKH-e-trahdar baghal mein

har waqt jo aaghosh mein rahta tha hamari
ab us ko liye phirte hain aghyar baghal mein

kis tarah main samjhun ki wo karte hain mohabbat
aate nahin bhule se bhi ek bar baghal mein

mai-noshi ka jab haz hai ki ho bar-lab-e-dariya
saghar ho agar hath mein to yar baghal mein

sab miT gai 'hajir' shab-e-furqat ki musibat
KHub us ko daba kar jo kiya pyar baghal mein

(1066) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein written by Hajir Dehlwi at UrduPoint. Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein is one of the masterpieces written by Hajir Dehlwi. You can also find the complete poetry collection of Hajir Dehlwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hajir Dehlwi' above.

Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rahta Hai Hamesha Jo Meri Yar Baghal Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.