Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin, Urdu Ghazal By Hamid Jeelani

Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamid Jeelani. Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھنے والے کو باہر سے گماں ہوتا نہیں

حامد جیلانی

دیکھنے والے کو باہر سے گماں ہوتا نہیں

آگ کچھ ایسے لگائی ہے دھواں ہوتا نہیں

اپنے ہونے کی خبر دیتا ہے خوشبو سے مجھے

پھیلتا ہے چار سو اور درمیاں ہوتا نہیں

روشنی کر دے تماشا گاہ سے دہشت مٹے

کہر اتنا ہے کہ پس منظر عیاں ہوتا نہیں

سوچنا چاہو تو زیر پا ملے ہفت آسماں

دیکھنا چاہو تو زینے کا نشاں ہوتا نہیں

منتظر رہنے سے حامدؔ قفل کو ضربیں لگا

آپ ہی کھل جائے در ایسا یہاں ہوتا نہیں

حامد جیلانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin

Hamid Jeelani

dekhne wale ko bahar se guman hota nahin
aag kuchh aise lagai hai dhuan hota nahin

apne hone ki KHabar deta hai KHushbu se mujhe
phailta hai chaar-su aur darmiyan hota nahin

raushni kar de tamasha-gah se dahshat miTe
kohr itna hai ki pas-e-manzar ayan hota nahin

sochna chaho to zer-e-pa mile haft-asman
dekhna chaho to zine ka nishan hota nahin

muntazir rahne se 'hamid' qufl ko zarben laga
aap hi khul jae dar aisa yahan hota nahin

(843) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin written by Hamid Jeelani at UrduPoint. Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin is one of the masterpieces written by Hamid Jeelani. You can also find the complete poetry collection of Hamid Jeelani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamid Jeelani' above.

Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhne Wale Ko Bahar Se Guman Hota Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.