Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi, Urdu Ghazal By Hamid Zahoor

Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamid Zahoor. Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہماری خواہشوں میں سرگرانی بھی کہاں تھی

حامد ظہور

ہماری خواہشوں میں سرگرانی بھی کہاں تھی

اور اس کو زندگی ہم سے نبھانی بھی کہاں تھی

ہوا لے آئی تھی اس شہر میں اے دوست ورنہ

ابھی پیش نظر نقل مکانی بھی کہاں تھی

تمہارا نقش ان آنکھوں سے دھلتا بھی تو کیسے

کہ دریا میں وہ پہلی سی روانی بھی کہاں تھی

وہ اپنے زعم میں بچھڑا مگر میں سوچتا ہوں

ہمارے درمیاں کوئی کہانی بھی کہاں تھی

بہت جلدی چلے آئے ہیں ہم کار جہاں سے

وگرنہ زندگی اتنی پرانی بھی کہاں تھی

حامد ظہور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi

Hamid Zahoor

hamari KHwahishon mein sargirani bhi kahan thi
aur us ko zindagi hum se nibhani bhi kahan thi

hawa le aai thi is shahr mein ai dost warna
abhi pesh-e-nazar naql-e-makani bhi kahan thi

tumhaara naqsh in aankhon se dhulta bhi to kaise
ki dariya mein wo pahli si rawani bhi kahan thi

wo apne zoam mein bichhDa magar main sochta hun
hamare darmiyan koi kahani bhi kahan thi

bahut jaldi chale aae hain hum kar-e-jahan se
wagarna zindagi itni purani bhi kahan thi

(858) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi written by Hamid Zahoor at UrduPoint. Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi is one of the masterpieces written by Hamid Zahoor. You can also find the complete poetry collection of Hamid Zahoor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamid Zahoor' above.

Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamari KHwahishon Mein Sargirani Bhi Kahan Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.