Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain, Urdu Ghazal By Hamidi Kashmiri

Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamidi Kashmiri. Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شناسائے حقیقت ہو گئے ہیں

حامدی کاشمیری

شناسائے حقیقت ہو گئے ہیں

وہ سب تصویر عبرت ہو گئے ہیں

دکھاتے ہیں وہ رستہ قافلوں کو

جو محروم بصارت ہو گئے ہیں

فصیل شہر کے اندر نہ جانا

وہ سارے گرگ صورت ہو گئے ہیں

فروزاں ہیں بلاوے ساحلوں کے

اسیر موج ظلمت ہو گئے ہیں

جبینوں پر رقم آیات شفقت

قتیل تیغ نفرت ہو گئے ہیں

حامدی کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain

Hamidi Kashmiri

shanasa-e-haqiqat ho gae hain
wo sab taswir-e-ibrat ho gae hain

dikhate hain wo rasta qafilon ko
jo mahrum-e-basarat ho gae hain

fasil-e-shahr ke andar na jaana
wo sare gurg-surat ho gae hain

farozan hain bulawe sahilon ke
asir-e-mauj-e-zulmat ho gae hain

jabinon par raqam aayat-e-shafqat
qatil-e-tegh-e-nafrat ho gae hain

(677) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain written by Hamidi Kashmiri at UrduPoint. Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain is one of the masterpieces written by Hamidi Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Hamidi Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamidi Kashmiri' above.

Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shanasa-e-haqiqat Ho Gae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.