Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota, Urdu Ghazal By Hanif Tarin

Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hanif Tarin. Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں پر پلکوں کا بوجھ نہیں ہوتا

حنیف ترین

آنکھوں پر پلکوں کا بوجھ نہیں ہوتا

درد کا رشتہ اپنی آن نہیں کھوتا

بستی کے حساس دلوں کو چبھتا ہے

سناٹا جب ساری رات نہیں ہوتا

من نگری میں دھوم دھڑکا رہتا ہے

میرا میں جب میرے ساتھ نہیں ہوتا

بن جاتے ہیں لمحے بھی کتنے سنگین

وقت کبھی جب اپنا بوجھ نہیں ڈھوتا

رشتے ناطے ٹوٹے پھوٹے لگے ہیں

جب بھی اپنا سایہ ساتھ نہیں ہوتا

دل کو حنیفؔ ادھار نہیں ملتا جب تک

آنکھوں کا پتھریلا درد نہیں روتا

حنیف ترین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota

Hanif Tarin

aankhon par palkon ka bojh nahin hota
dard ka rishta apni aan nahin khota

basti ke hassas dilon ko chubhta hai
sannaTa jab sari raat nahin hota

man-nagri mein dhum-dhaDakka rahta hai
mera main jab mere sath nahin hota

ban jate hain lamhe bhi kitne sangin
waqt kabhi jab apna bojh nahin Dhota

rishte nate TuTe phuTe lage hain
jab bhi apna saya sath nahin hota

dil ko 'hanif' udhaar nahin milta jab tak
aankhon ka pathrila dard nahin rota

(781) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota written by Hanif Tarin at UrduPoint. Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota is one of the masterpieces written by Hanif Tarin. You can also find the complete poetry collection of Hanif Tarin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hanif Tarin' above.

Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.