Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani, Urdu Ghazal By Hans Raj Sachdev Haziin

Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hans Raj Sachdev Haziin. Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ وہ ولولے ہیں دل میں نہ وہ عالم جوانی

ہنس راج سچدیو حزیںؔ

نہ وہ ولولے ہیں دل میں نہ وہ عالم جوانی

کوئی لے گیا ہے مجھ سے مرا دور شادمانی

وہ بھلا چکے ہیں مجھ کو میں بھلا چکا ہوں ان کو

کبھی پا سکی نہ عنواں مرے پیار کی کہانی

شب ہجر کی تڑپ نے وہ مزا دیا ہے مجھ کو

کہ دعائیں مانگتا ہوں یہ تڑپ ہو جاودانی

ترے کان سن چکے ہیں نئے گیت بوالہوس کے

مجھے یاد ہے وفا کی وہی داستاں پرانی

تجھے کھو دیا ہے پا کر یہ مری ہے بد نصیبی

کبھی تم بتا تو دیتے مجھے وجہ بد گمانی

تری مہربانیوں کی کبھی آرزو تھی دل میں

وہ مقام آ گیا ہے کہ گراں ہے مہربانی

ترے پیار میں حزیںؔ کو جو ملا ہے داغ فرقت

مرے پاس اب وہی ہے ترے پیار کی نشانی

ہنس راج سچدیو حزیںؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani

Hans Raj Sachdev Haziin

na wo walwale hain dil mein na wo aalam-e-jawani
koi le gaya hai mujh se mera daur-e-shadmani

wo bhala chuke hain mujh ko main bhula chuka hun un ko
kabhi pa saki na unwan mere pyar ki kahani

shab-e-hijr ki taDap ne wo maza diya hai mujh ko
ki duaen mangta hun ye taDap ho jawedani

tere kan sun chuke hain nae git bul-hawas ke
mujhe yaad hai wafa ki wahi dastan purani

tujhe kho diya hai pa kar ye meri hai bad-nasibi
kabhi tum bata to dete mujhe wajh-e-bad-gumani

teri mehrbaniyon ki kabhi aarzu thi dil mein
wo maqam aa gaya hai ki garan hai mehrbani

tere pyar mein 'hazin' ko jo mila hai dagh-e-furqat
mere pas ab wahi hai tere pyar ki nishani

(817) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani written by Hans Raj Sachdev Haziin at UrduPoint. Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani is one of the masterpieces written by Hans Raj Sachdev Haziin. You can also find the complete poetry collection of Hans Raj Sachdev Haziin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hans Raj Sachdev Haziin' above.

Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Wo Walwale Hain Dil Mein Na Wo Aalam-e-jawani, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.