Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya, Urdu Ghazal By Haseeb Soz

Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haseeb Soz. Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ایک رات کی گردش میں اتنا ہار گیا

حسیب سوز

وہ ایک رات کی گردش میں اتنا ہار گیا

لباس پہنے رہا اور بدن اتار گیا

حسب نسب بھی کرائے پہ لوگ لانے لگے

ہمارے ہاتھ سے اب یہ بھی کاروبار گیا

اسے قریب سے دیکھا تو کچھ شفا پائی

کئی برس میں مرے جسم سے بخار گیا

تمہاری جیت کا مطلب ہے جنگ پھر ہوگی

ہماری ہار کا مطلب ہے انتشار گیا

تو ایک سال میں اک سانس بھی نہ جی پایا

میں ایک سجدے میں صدیاں کئی گزار گیا

حسیب سوز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya

Haseeb Soz

wo ek raat ki gardish mein itna haar gaya
libas pahne raha aur badan utar gaya

hasab-nasab bhi kirae pe log lane lage
hamare hath se ab ye bhi karobar gaya

use qarib se dekha to kuchh shifa pai
kai baras mein mere jism se buKHar gaya

tumhaari jit ka matlab hai jang phir hogi
hamari haar ka matlab hai intishaar gaya

tu ek sal mein ek sans bhi na ji paya
main ek sajde mein sadiyan kai guzar gaya

(818) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya written by Haseeb Soz at UrduPoint. Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya is one of the masterpieces written by Haseeb Soz. You can also find the complete poetry collection of Haseeb Soz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haseeb Soz' above.

Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Ek Raat Ki Gardish Mein Itna Haar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.