BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai, Urdu Ghazal By Hasnain Aqib

BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasnain Aqib. BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیٹا جو ہونہار تھا زن کے اثر میں ہے

حسنین عاقب

بیٹا جو ہونہار تھا زن کے اثر میں ہے

کس کی نظر کا نور تھا کس کی نظر میں ہے

نظریں تو تھک کے آ گئیں اپنے مدار پر

اور اک خیال یار کہ اب تک سفر میں ہے

پرواز کا خیال اسے کر دے گا منتشر

برسوں ہوئے جو گرد جمی بال و پر میں ہے

چلتا نہیں ہے مجھ کو پتہ کب میں بک گیا

خوبی کمال کی یہ مرے راہبر میں ہے

صدہا فریب جس کی عبادت میں ضم ہوئے

اس شخص کا شمار تو اہل ہنر میں ہے

حسنین عاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai

Hasnain Aqib

beTa jo honhaar tha zan ke asar mein hai
kis ki nazar ka nur tha kis ki nazar mein hai

nazren to thak ke aa gain apne madar par
aur ek KHayal-e-yar ki ab tak safar mein hai

parwaz ka KHayal use kar dega muntashir
barson hue jo gard jami baal-o-par mein hai

chalta nahin hai mujh ko pata kab main bik gaya
KHubi kamal ki ye mere rahbar mein hai

sadha fareb jis ki ibaadat mein zam hue
us shaKHs ka shumar to ahl-e-hunar mein hai

(740) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai written by Hasnain Aqib at UrduPoint. BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai is one of the masterpieces written by Hasnain Aqib. You can also find the complete poetry collection of Hasnain Aqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasnain Aqib' above.

BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like BeTa Jo Honhaar Tha Zan Ke Asar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.