Na Tahriri Shawahid Na Zabani, Urdu Ghazal By Hasnain Aqib

Na Tahriri Shawahid Na Zabani is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasnain Aqib. Na Tahriri Shawahid Na Zabani comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Tahriri Shawahid Na Zabani on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ تحریری شواہد نہ زبانی

حسنین عاقب

نہ تحریری شواہد نہ زبانی

بھلا کس کام کی ایسی جوانی

یہ جتنی نعمتیں دی ہیں خدا نے

یہ پرچہ ہے ہمارا امتحانی

کبھی وہ بھی تھے اس دنیا کی رونق

وہ سب جو ہو گئے ہیں آنجہانی

ہمیں تھا اشتیاق وصل لیکن

ہمارے شوق سے ان کو گرانی

یہ کیا ذہنوں پہ کرتے ہو حکومت

کرو دل پر کسی کے حکمرانی

ادھر کردار پر طاری کہولت

مگر باتوں میں شدت کی روانی

محبت پیش قدمی چاہتی ہے

کبھی تم بھی مرے گھر آؤ جانی

مقابل فوج طوفانوں کی عاقبؔ

ادھر کشتی ہماری بادبانی

حسنین عاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Tahriri Shawahid Na Zabani

Hasnain Aqib

na tahriri shawahid na zabani
bhala kis kaam ki aisi jawani

ye jitni neamaten di hain KHuda ne
ye parcha hai hamara imtihani

kabhi wo bhi the is duniya ki raunaq
wo sab jo ho gae hain aan-jahani

hamein tha ishtiyaq-e-wasl lekin
hamare shauq se un ko girani

ye kya zehnon pe karte ho hukumat
karo dil par kisi ke hukmarani

udhar kirdar par tari kuhulat
magar baaton mein shiddat ki rawani

mohabbat pesh-qadmi chahti hai
kabhi tum bhi mere ghar aao jaani

muqabil fauj tufanon ki 'aqib'
idhar kashti hamari baadbani

(794) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Tahriri Shawahid Na Zabani written by Hasnain Aqib at UrduPoint. Na Tahriri Shawahid Na Zabani is one of the masterpieces written by Hasnain Aqib. You can also find the complete poetry collection of Hasnain Aqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasnain Aqib' above.

Na Tahriri Shawahid Na Zabani is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Tahriri Shawahid Na Zabani, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.