Aarzu Ki Hama-hami Aur Main, Urdu Ghazal By Hassan Akhtar Jaleel

Aarzu Ki Hama-hami Aur Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Akhtar Jaleel. Aarzu Ki Hama-hami Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aarzu Ki Hama-hami Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آرزو کی ہما ہمی اور میں

حسن اختر جلیل

آرزو کی ہما ہمی اور میں

درد دل درد زندگی اور میں

موجۂ‌ قلزم ابد اور تو

چند بوندوں کی تشنگی اور میں

رات بھر تیری راہ تکتے رہے

تیرے کوچے کی روشنی اور میں

چھپ کے ملتے ہیں تیری یادوں سے

شب کی تنہائی چاندنی اور میں

ایک ہی راہ کے مسافر ہیں

بے کراں رات خامشی اور میں

رات اس پیکر خیال کے پاس

چند پھولوں کی باس تھی اور میں

یہ بھی اک منزل جنوں تھی جلیلؔ

ورنہ زندان آگہی اور میں

حسن اختر جلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aarzu Ki Hama-hami Aur Main

Hassan Akhtar Jaleel

aarzu ki hama-hami aur main
dard-e-dil dard-e-zindagi aur main

mauja-e-qulzum-e-abad aur tu
chand bundon ki tishnagi aur main

raat-bhar teri rah takte rahe
tere kuche ki raushni aur main

chhup ke milte hain teri yaadon se
shab ki tanhai chandni aur main

ek hi rah ke musafir hain
be-karan raat KHamushi aur main

raat us paikar-e-KHayal ke pas
chand phulon ki boss thi aur main

ye bhi ek manzil-e-junun thi 'jalil'
warna zindan-e-agahi aur main

(707) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aarzu Ki Hama-hami Aur Main written by Hassan Akhtar Jaleel at UrduPoint. Aarzu Ki Hama-hami Aur Main is one of the masterpieces written by Hassan Akhtar Jaleel. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akhtar Jaleel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akhtar Jaleel' above.

Aarzu Ki Hama-hami Aur Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aarzu Ki Hama-hami Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.