Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe, Urdu Ghazal By Hassan Akhtar Jaleel

Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Akhtar Jaleel. Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ رات کاش اسی دل کشی سے ڈھلتی رہے

حسن اختر جلیل

یہ رات کاش اسی دل کشی سے ڈھلتی رہے

افق کے پاس پہاڑوں میں آگ جلتی رہے

دراز تر ہو خیالوں کی بستیوں کا سفر

مری تلاش سدا زاویے بدلتی رہے

کوئی چراغ نہ میرے حریم غم میں جلے

خود اپنی آنچ میں یہ تیرگی پگھلتی رہے

شکستہ ہو کے بھی نومید ہو نہ دل تیرا

بجھے چراغ میں بھی روشنی مچلتی رہے

سفینے ڈوب گئے کتنے دل کے ساگر میں

خدا کرے تری یادوں کی ناؤ چلتی رہے

حسن اختر جلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe

Hassan Akhtar Jaleel

ye raat kash isi dilkashi se Dhalti rahe
ufuq ke pas pahaDon mein aag jalti rahe

daraaz-tar ho KHayalon ki bastiyon ka safar
meri talash sada zawiye badalti rahe

koi charagh na mere harim-e-gham mein jale
KHud apni aanch mein ye tirgi pighalti rahe

shikasta ho ke bhi naumid ho na dil tera
bujhe charagh mein bhi raushni machalti rahe

safine Dub gae kitne dil ke sagar mein
KHuda kare teri yaadon ki naw chalti rahe

(763) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe written by Hassan Akhtar Jaleel at UrduPoint. Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe is one of the masterpieces written by Hassan Akhtar Jaleel. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akhtar Jaleel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akhtar Jaleel' above.

Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Raat Kash Isi Dilkashi Se Dhalti Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.